Shuru ho gayi school baccho ki,
badh gayi jimmedari mahila ki!
iska tiffin pack karo, wahi dusre ko uthao!
kitna bhi ho jaye kaam lekin ghadi kabhi ye nai kehti !
Bas Maa ho gaya kaam, ab kar thoda aaram!
fir dopahar ki chai bana hi rahi thi ki aagayi sasuma ki farmaiysh bhajiya bhi tal do thoda
bhajiya ban gaye ki bartan, kapde dhone hain, kapdo ko istri (iron) karna hai!
uffff.!!!!!...Maa bhi ek insaan hain machine nai jo order de do..
aur Maa bhi bus chup chap kar leti hain..Q
Q
Q
Q
Q
ye toh sirf Ma hi jaanti hain Q.